general query
with nadi dosh..marriage successful ho sakti h? koi remedy kerne k baad vansh vriddhi possible h?
Share
Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link and will create a new password via email.
Please briefly explain why you feel this question should be reported.
Please briefly explain why you feel this answer should be reported.
Please briefly explain why you feel this user should be reported.
Actually ved aur purano me nadi ka sambandh prajotpatti se kiya gaya hai, jo bohot hadd tak sahi bhi hai lekin nadi dosh hone ke karan insano me sharir milaap me bhi dikkatein aati hai aisa bhi dekha gaya hai, Nadi dosh hone par ek vishishtha sima ke baad , vyakti me kaamvasana hone par bhi sharirikRead more
Actually ved aur purano me nadi ka sambandh prajotpatti se kiya gaya hai, jo bohot hadd tak sahi bhi hai lekin nadi dosh hone ke karan insano me sharir milaap me bhi dikkatein aati hai aisa bhi dekha gaya hai, Nadi dosh hone par ek vishishtha sima ke baad , vyakti me kaamvasana hone par bhi sharirik aakarshan me badha aati dekhi hai, Nadi insano me cromosomes ko bhi relate karti hai . Wo ek gunsutra hai, aisa nahi hai ki ek nadi hone par santan nahi hoti , santan to hoti hai lekin kuch structual abnormilities ki vajah se cromatic pairs miss ho sakte jai , visheshtah ye pida madhya nadi me dekhi jati hai..
See less